Yaad Kar Ke Mujhe Taqleef To Hoti Hogi… Aik Qissa Hoon Puraana Sa Bhula De Mujh Ko… Dubte Dubte Aawaaz Teri Soon Jaaoon… Aakhri Baar Tu Saahil Se Sada De Mujh Ko !!!!
Kisi Ki Dhadkan Ke Piche Koi Baat Hoti Hai Har Dard Ke Piche Kisiki Yaad Hoti Hai Aap Ko Pata Na Hoga. Apki Har Khushi Ke Peche Hamari Faryaad Hoti Hai!…
Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai, Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai, Diwane Hi To Hai Hum Tere, Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai…
Tumhare een khoobsoorat aankhone muzhpe jaadu kya chalaya Samaj mein nahi aata ye kaisa jam tumhne pilaya Din ke ujhale me bhi na jane kahan sa koh jata hoon mein Samandar se gheri een band aankhome bhi doob jata hoon mein…
Aap ke Hone se Hamaari Khushi Judi Hui Hai… Aap ki Aankho se Hamaari Roshni Judi Hui Hai… Mat Karna Dur Apne HothoSe Ye Muskurahat… Aap ki In Hansi se Hamaari Zindagi Judi Hui Hai…
Na khuda dil banata na kisise pyar hota, Na kisiki yaad ati na kisika intazar hota. Dil diya hai ise sambhal ke rakhna, Shishe se bana hai pathar se dur rakhna!
Hum aap ko kabhi khone nahi denge, Juda hona chaha to bhi hone nahi denge, Chandni raton me ayegi meri yaad….. Meri yaad ke wo pal aap ko sone nahi denge.
Suraj pass ho na ho, Roshni aas pas rehti hai, Chand paas ho na ho, Chandni aas pas rehti hai, Waise hi aap pas ho na ho, Aapki Yaadein hamesha paas rehti hai…..!
Yaad mein teri aanhe bharta hai koi, Har saans k saath tujhe yaad karta hai koi, Maut to sachai hai aani hai….. Lekin teri judaai mein har roz marta hai koi….!
Pani ka ek katra aankh se gira abhi abhi.. Kya tum ne mujko yaad kiya abhi abhi.. Tujh se mile zamana hua magar… Yun laga koi mujse mil k gaya abhi abhi..
Hum aap ko kabhi khone nahi denge, juda hona chaha to bhi hone nahi denge, Chandni raton me ayegi meri yaad….. meri yaad k wo pal aap ko sone nahi denge…
Log kehte hain ki ishq itna mat karo, ki hussan sar pe sawar ho jaaye…..! hum kehte hai ki ishq itna karo, ki patthar Dil ko bhi tumse pyaar ho jaye..!
Talaash Karo koi tumhe mil jayega, Magar hamari tarah tumhe kaun chahega, Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega….. Magar ankhein hamari kahan se layega…..!
Hasrat hai sirf tumhe pane ki, Aur koi khawahish nahi is Deewane ki, Shikwa mujhe tumse nahi khuda se hai….. Kya zarurat thi tumhe itna khuubsurat banane ki…
Usne Mujhe Kuch Is Tarah Se Dekha Ke Me Use Mohobbat Karne Pe Majboor Ho Gaya, Uske Ek Ishare Pe Duniya Tabha Karne Pe Majboor Ho Gaya, Uske Is Nazariye Ko Me Pyaar Samajh Betha, Isiliye Aaj Use Bewafa Kehne Pe Majboor Ho Gaya….
Meri Dharkano me Aap ka Hi Raaj Hoga, Meri Bat Ka Bas YeHi Andaaz Hoga, Kabhi Bewafaee Nahin Karte Hum Dosti Me, Meri Dosti Pe Aap Ko Hamesha Naz Hoga!!!